MantraOnNet.com: Ganesh Aarti – III
English wording:
- Ganapati kee saivaa, mangal maivaa |
- Saivaa sai sab vighnataram ||
- Teen lok kai sakal daivataa |
- dwaar kharhai nit arj karain ||
- Ridhi Sidhi dakshin vaam viraajaii |
- Aru aanand saun chanwar karain ||
- Dhoop deep aur liyai oartee |
- bhakta khady jaykaar karain ||
- Guda kai modak bhog lagat hain |
- Mooshak vaahan chadhyo karain ||
- Saumyaroop sai ye ganapati ko |
- Vighna_bhaag jya door parain ||
- Liyo janam ganapati prabhujee |
- Sun Durgaa man aanand bharain ||
- Ad-bhut baajaa bajyaa indra kaa |
- Daiv badhoo Jahan gaan karain ||
- Shri Shankar kai aanand upajyo |
- Naam sunyaa sab vighna tanain ||
- Aani vidhaataa baithal aasan |
- |ndra apsaraa nritya karain ||
- Daikhi vaid Brahmaajee jaako ||
- Vighna vinaashak naam dharain |
- Eikdant, gaj badan vinaayak ||
- Trinayan roop anoop dharam |
- Paga thambhaa saa udara pushta hai |
- Daikh chandrarmaa haasya karain |
- Dai sharaap Shree chandradaiva ko ||
- Kalaa heen tatkaal karain |
- Chaudaha lok main phirain ganapatee ||
- Teen bhuwan main raaj karain |
- Uthi prabhaat jap karain dhyaan ||
- koi taakai kaaraj Sarva sarain |
- Poojaa kaal aartee gaavaey ||
- Taakay sir yash chhatra phirain |
- Ganapati ki pooja pahalai karanee ||
- kaam sabhee nirvighna sarain |
- Shree prataap shree ganapatijee kee ||
- Haath Jorakar stuti karain ||